Yesu Ka Lahu Meri Shifa Hai
1)
Yeh Rahtay Dil Mera Kafaara
Shifaye Janay Lahu Ka Dhara
Yeh Rahtay Dil Mera Kafaara
Shifaye Janay Lahu Ka Dhara
Baha Yeh Sab Kay Liye Baha Hay
Yesu Ka Lahu Meri Shifa Ha
Tamam Rogo Ki Ya Dawa Ha
Yesu Ka Lahu Meri Shifa Ha
2)
May Jab Pukaru Ya Mujh Pay Aye
Yeh Har Baba Say Mujay Bachai
May Jab Pukaru Ya Mujh Pay Aye
Yeh Har Baba Say Mujay Bachai
Meri Tasali Meri Baka Hay
Yesu Ka Lahu Meri Shifa Ha
Tamam Rogo Ki Ya Dawa Ha
Yesu Ka Lahu Meri Shifa Ha
3)
Bachai Is Nay Hayat Meri
Banai Is Say Hay Baat Meri
Bachai Is Nay Hayat Meri
Banai Is Say Hay Baat Meri
Yeh Rasta Meri Nijaat Ka Hay
Yesu Ka Lahu Meri Shifa Ha
Tamam Rogo Ki Ya Dawa Ha
Yesu Ka Lahu Meri Shifa Ha

0 Comments