Daro Mat Chup Chap Khade Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
Chup Chap Tum Kharay Raho
Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
1)
Poorbi Hawayan Jab Chalti Han
Khushak Zameen Ho Jaati Ha
Poorbi Hawayan Jab Chalti Han
Khushak Zameen Ho Jaati Ha
Paaniyo Ka Dhar Lag Jaata Ha
Unchi Deewar Baan Jaati Ha
Paaniyo Ka Dhar Lag Jaata Ha
Unchi Deewar Baan Jaati Ha
To Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
2)
Wohi Paani Jo Darata Tha
Aur Rasta Bhi Na Day ta Tha
Wohi Paani Jo Darata Tha
Aur Rasta Bhi Na Day ta Tha
Hukum ay Khuda Say Wohi Paani
Bas Murdah Ho Baytha Tha
Hukum ay Khuda Say Wohi Paani
Bas Murdah Ho Baytha Tha
To Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
3)
Khudawand Ki Sana may Gaunga
Jalaal say fatah mand huwa
Khudawand Ki Sana may Gaunga
Jalaal say fatah mand huwa
Khudawand mera sahibay jang ha
Khudawand Mera Zoor Mera Khila
Khudawand mera sahibay jang ha
Khudawand Mera Zoor Mera Khila
To Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho
Daro Maat Chup Chap Kharay Raho
Khuda Ki Nijat Kay Kaam Dakho

0 Comments